R-Add1

Monday, November 24, 2014

TU Akash hai, Tu na zukega kabhi..


TU Akash hai, Tu na zukega kabhi..
Tu Surya hai, Tu na buzega kabhi.
Tu Brahmand hai, Tu na thamega kabhi.
Tu Aage badh..Tu Aage Badh..
Tere Lakshya ko tu prapt kar..

Tu Heera hai, Tu na tutega kabhi.
Tu Loha hai hai, Tu na mudega kabhi.
Tu Ajey hai, Tu na harega kabhi.
Tu kar sapath.. Tu kar sapath..
Tere Lakshya ko tu prapt kar..
Tere Lakshya ko tu prapt kar..
                                                - RADHE

1 comment: